Sare jahan se achha Hindustan hamara hamara, Sare jahan se achha...
Hum bulbule hai iski, yeh Gulsita hamara hamara, Sare jahan se achha...
Parvat ho sab se uncha, hum saya asma ka - 2
Woh santari hamara, woh pasva hamara hamara, Sare jahan se achha...
Godi mei khelti hai, Jiski hazaro nadiyan — 2
Gulshan hai jiske dum se, rashke jeena hamara hamara, Sare jahan se achha...
Mazhab nahi sikhata apas mei bair rakhna — 2
Hindi hai hum, Hindi hai hum, Hindi hai hum vatan hai,
Hindostan hamara hamara
Sare jahan se achha Hindostan hamara hamara — 2
Jai Hind